找歌词就来最浮云

《December 2nd, 1984》歌词

December 2nd, 1984

[00:00:00] December 2nd, 1984 - Shankar Ehsaan Loy (尚卡尔-费沃斯-罗伊)/Amitabh Bachchan

[00:00:02] 2 december 1984 ki us kaali raat ko

[00:00:07] Bhopal mein aath hajaar log maare gaye

[00:00:12] Karib paanch lakh log

[00:00:14] Gas se pidit hoye

[00:00:17] Aaj pandhra saal baad

[00:00:20] Mritko ki sankhya

[00:00:21] Sola hajaar pahuch chuki hai

[00:00:24] Aur ab bhi har mahine

[00:00:26] Dus se pandhra log

[00:00:27] Usi raat ki gas ke asar se marte hai

[00:00:33] Industrial disaster ke itihaas me

[00:00:36] Hiroshima kehlane wala ye aatank

[00:00:40] Aaj tak ka sabse bada narsanghaar hai

[00:00:45] Union ke vayraj bhi ye kahta hai

[00:00:48] Ki ye narsanghaar

[00:00:50] Ek asantusht worker ka kukarm hai

[00:01:24] Union ka baeet par

[00:01:26] Ek hajaar paanch

[00:01:27] Sau karod dollar ka daava hua tha

[00:01:30] Par ab tak

[00:01:31] Is raashi ka sirf teen pratishat paisa

[00:01:33] Diya gaya hai

[00:01:55] Bhopal ko aaj bhi talaash hai

[00:01:58] Kuchh nyaya ki

随机推荐歌词: