找歌词就来最浮云

《Dil Kaise Tod Dete Hain》歌词

所属专辑: Nabeel 歌手: Pankaj Udhas 时长: 09:02
Dil Kaise Tod Dete Hain

[00:00:01] Dil Kaise Tod Dete Hain - Pankaj Udhas

[00:00:06] Iss saadagi pe kaun na marjaye aye khuda

[00:00:17] Iss saadagi pe kaun na marjaye aye khuda

[00:00:28] Ladte hain aur haath mein talvar bhi nahi

[00:00:42] Ye yaar baat milne ka waada nahi kiya

[00:00:54] Ye yaar baat milne ka waada nahi kiya

[00:01:07] Waise to unke hotho par inkaar bhi nahi

[00:02:04] Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

[00:02:17] Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

[00:02:29] Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun

[00:02:39] Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

[00:03:30] Puchha ke chaand din mein nikalta hai kis tarah

[00:03:42] Puchha ke chaand din mein nikalta hai kis tarah

[00:03:52] Puchha ke chaand din mein nikalta hai kis tarah

[00:04:01] Aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yun

[00:04:13] Aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yun

[00:04:25] Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun

[00:04:35] Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

[00:05:18] Puchha ghataye dhoop mein chhanti hai kis tarah

[00:05:30] Puchha ghataye dhoop mein chhanti hai kis tarah

[00:05:40] Puchha ghataye dhoop mein chhanti hai kis tarah

[00:05:49] Usne hawa mein zulfon ko lehra diya ke yun

[00:06:02] Usne hawa mein zulfon ko lehra diya ke yun

[00:06:14] Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun

[00:06:23] Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

[00:07:07] Puchha ke meri pyaas ka rashid hain kya jawaab

[00:07:19] Puchha ke meri pyaas ka rashid hain kya jawaab

[00:07:28] Puchha ke meri pyaas ka rashid hain kya jawaab

[00:07:38] Saakhi ne main aankhon se chhalka diya ke yun

[00:07:50] Saakhi ne main aankhon se chhalka diya ke yun

[00:08:02] Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun

[00:08:12] Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

[00:08:24] Patthar ko usne shishe se takra diya ke yun

[00:08:33] Dil kaise tod dete hain samja diya ke yun

[00:08:45] Samja diya ke yun samja diya ke yun