找歌词就来最浮云

《Aaj Ka Kya Program Hai》歌词

所属专辑: Raju Chacha 歌手: Jatin Lalit 时长: 05:57
Aaj Ka Kya Program Hai

[00:00:00] Aaj Ka Kya Program Hai - Jatin Lalit

[00:00:02] Written by:Jatin Pandit/Lalit Pandit/Anand Bakshi

[00:00:58] Ik kal jo chala gaya vo chala gaya nahi aayega

[00:01:05] Ik kal jo aaya nahi jab aayega dekha jaayega

[00:01:12] Ik kal jo chala gaya vo chala gaya nahi aayega

[00:01:20] Ik kal jo aaya nahi jab aayega dekha jaayega

[00:01:32] Aaj ka din bas apna hai

[00:01:35] Baaki sab kuch sapna hai

[00:01:39] Aaj ka din bas apna hai

[00:01:41] Baaki sab kuch sapna hai

[00:01:43] Baaki sab kuch sopna hai

[00:02:03] Aaj ka kya program hai chhutti hai ya kaam hai

[00:02:10] Aaj aaj to kaam hi kaam hai

[00:02:14] Tumko school jaana hai tumko khaana banaana hai

[00:02:18] Mujhko khaana khaana hai hamko picture jaana hai

[00:02:22] Picture nahi tumhein office jaana hai understand

[00:02:26] Jo marzi sarkaar ki banda to gulaam hai

[00:02:33] Lekin tum haan kar do to saara intazaam hai

[00:02:37] Saara intazaam hai

[00:02:42] Vaise aaj ka kya program hai

[00:03:12] Kaha ki taiyaari hai saat baje ki gaadi hai

[00:03:16] Kya koi khat aaya hai are vaapas mujhe bulaaya hai

[00:03:20] Ye to saaf bahana hai chodo mujhako jaana hai

[00:03:28] Abhi abhi postman ye telegram laaya hai

[00:03:32] Par is telegram pe to aur kisi ka naam hai

[00:03:35] Shaitaan aaj ka kya prograam hai

[00:03:57] Ghar se zara aao nikalte hain

[00:04:00] Chalo haan picnik chalte hain

[00:04:03] Hu inke mood ko zara badalte hain

[00:04:37] Jo sachhe saathi hote hai

[00:04:41] Saath mein hanste rote hain

[00:04:45] Itna bada hai jag saara

[00:04:47] Bolo sabse kya pyaara

[00:04:49] A sabse pyaara sabse pyaari main

[00:04:53] Sabse pyaara duniya mein pyaar ka hi naam hai

[00:05:00] Pyaar agar mil jaaye to pyaar hi ik inaam hai

[00:05:50] Deedi vaise aaj ka kya program hai

随机推荐歌词: