找歌词就来最浮云

《Bechain Hoon Main》歌词

所属专辑: Rajkumar / Aar Ya Paar 歌手: Various Artists 时长: 05:11
Bechain Hoon Main

[00:00:00] Bechain Hoon Main - Udit Narayan/Alka Yagnik

[00:00:30] Written by:Anand Bakshi/Laxmikant - Pyarelal

[00:01:01] Bechain hoon main betab hai tu

[00:01:06] Bechain hoon main betab hai tu

[00:01:12] Kya yaar kare aa pyar kare

[00:01:17] Dil ki marzi rab ki marzi

[00:01:19] Kyu sab ki marzi ka intezar kare

[00:01:22] Bechain hoon main betab hai tu

[00:01:28] Bechain hoon main betab hai tu

[00:01:33] Kya yaar kare aa pyare kare

[00:01:38] Dil ki marzi rab ki marzi

[00:01:40] Kyu sab ki marzi ka intezar kare

[00:01:44] Aa pyar kare aa pyar kare

[00:01:49] Aa pyar kare

[00:01:51] Aa pyar kare

[00:02:37] Ab hosh mein wapis kya aana

[00:02:42] Madhosh hai hum madhosh rahe

[00:02:47] Ab hosh mein wapis kya aana

[00:02:50] Madhosh hai hum madhosh rahe

[00:02:53] Aankho aankho mein baate ho

[00:02:55] Ye hoth magar khamosh rahe

[00:03:00] Aa gaya wado ka mausam

[00:03:02] Aise mein wade hum do char kare

[00:03:06] Aa pyar kare aa pyar kare

[00:03:11] Aa pyar kare aa pyar kare

[00:04:01] Ik naam tere ek naam mera

[00:04:06] Do naam magar ek jan sanam

[00:04:11] Ik naam tere ek naam mera

[00:04:14] Ek naam magar ek jan sanam

[00:04:17] Kuchh bhi kah lo kuchh bhi kar lo

[00:04:20] Ye pyar nahi aasan sanam

[00:04:24] Pyar agar hai aag ka dariya

[00:04:26] Dub ke is dariya ko par kare

[00:04:30] Aa pyar kare aa pyar kare

[00:04:35] Aa pyar kare aa pyare kare

[00:04:41] Bechain hoon main betab hai tu

[00:04:46] Kya yaar kare aa pyar kare

[00:04:51] Dil ki marzi rab ki marzi

[00:04:53] Kyu sab ki marzi ka intezar kare