找歌词就来最浮云

《Raat Ka Nasha》歌词

所属专辑: Shah Rukh Khan - Raja of Bollywood 歌手: Anu Malik&K.S. Chithra 时长: 05:13
Raat Ka Nasha

[00:00:00] Raat Ka Nasha - Anu Malik/Chitra

[00:00:01] Written by:Anu Malik/Gulzar

[00:00:30] Raat ka nasha abhi

[00:00:32] Aankh se gaya nahin

[00:00:41] Raat ka nasha abhi

[00:00:44] Aankh se gaya nahin

[00:00:47] Tera nashila badan

[00:00:50] Baahon ne chhoda nahin

[00:00:53] Aankhen to kholi magar

[00:00:55] Sapna woh toda nahin

[00:00:58] Haan wohi woh wohi

[00:01:04] Saason pe rakha hua tere hoton ka

[00:01:07] Sapna abhi hai wahi

[00:01:10] Raat ka nasha abhi

[00:01:13] Aankh se gaya nahin

[00:01:16] Raat ka nasha abhi

[00:01:18] Aankh se gaya nahin

[00:02:02] Tere bina bhi kabhi

[00:02:05] Tujhse machal leti hoon

[00:02:08] Karvat badalti hoon to

[00:02:11] Sapna badal leti hoon

[00:02:20] Tere bina bhi kabhi

[00:02:22] Tujhse machal leti hoon

[00:02:26] Karvat badalti hoon to

[00:02:28] Sapna badal leti hoon

[00:02:31] Tera khayal aaye to

[00:02:34] Balkhake pal jaata hain

[00:02:36] Paani ke chaadar tale

[00:02:39] Dum mera jal jaata hain

[00:02:42] Haan wohi woh wohi

[00:02:48] Saason pe rakha hua tere hoton ka

[00:02:51] Sapna abhi hai wahi

[00:02:54] Raat ka nasha abhi

[00:02:57] Aankh se gaya nahin

[00:03:00] Raat ka nasha abhi

[00:03:02] Aankh se gaya nahin

[00:03:52] Tere gale milne ke

[00:03:55] Mausam bade hote hain

[00:03:58] Janmon ka vaada koi

[00:04:01] Yeh gham bade chhote hain

[00:04:09] Tere gale milne ke

[00:04:12] Mausam bade hote hain

[00:04:15] Janmon ka vaada koi

[00:04:18] Yeh gham bade chhote hain

[00:04:21] Lambi si ek raat ho

[00:04:23] Lamba sa ek din mile

[00:04:26] Bas itna sa jeena ho

[00:04:29] Milan ki ghadi jab mile

[00:04:32] Haan wohi bas wohi

[00:04:38] Saason pe rakha hua tere hoton ka

[00:04:41] Sapna abhi hai wahi

[00:04:43] Raat ka nasha abhi

[00:04:46] Aankh se gaya nahin

[00:04:49] Raat ka nasha abhi

[00:04:52] Aankh se gaya nahin