找歌词就来最浮云

《Aaj Ki Taaza Fikar》歌词

所属专辑: Topiwalleh 歌手: Swarathma 时长: 05:17
Aaj Ki Taaza Fikar

[00:00:00] Aaj Ki Taaza Fikar - Swarathma

[00:00:01] Written by:Swarathma

[00:00:22] Kaale sare lafz hamare

[00:00:24] Ha re ha re

[00:00:26] Fir bhi kitane rangin sare

[00:00:28] Ha re ha re

[00:00:30] Kisi ka chumma kisi ke kapade

[00:00:33] Ha re ha re

[00:00:35] Kahi pe fixing kahin pe lafade

[00:00:38] Ha re ha re

[00:00:39] Aaj ki taza fikar yahi hain

[00:00:42] Ha re ha re

[00:00:43] Aaj ki taza fikar yahi hain

[00:00:57] Itane sare sachi hain inme kaun sa ji lu

[00:01:01] Chaand se jo paani laaye kya usko pi lu

[00:01:05] Aaj ki taza fikar yahi hain

[00:01:08] Sun le saadhu

[00:01:10] Aaj ki taza fikar yahi hain

[00:01:12] Sun le maadho

[00:01:14] Sach hi to kahte hain hamse wo sabhi

[00:01:19] Kyun rahu main bekhabar

[00:01:23] Ab tak kuchh na tha mujhko hai pata

[00:01:27] Kis kis ka hain mujhko dar

[00:01:32] Saath kiska hain hath kiska hain

[00:01:36] Kisko hain meri fikar

[00:02:48] Sannaate se chirati hui sann sani

[00:02:51] Kahti hai ki chain se sona hai

[00:02:53] To jaag jaao

[00:02:56] Daro aur maro socho

[00:03:00] Sar nocho dimaag kharocho

[00:03:05] Baba tantrik aur bhut

[00:03:07] Satta ke patte netaaon ki bhukh

[00:03:09] Sab sadega sab ka sach se pala padega

[00:03:12] Kaha aarambh hain kaha gaty hain

[00:03:15] Itna bhi mat socho jo main kahta hu

[00:03:25] Bas wahi saty hain

[00:03:45] Aaj ki taza fikar yahi hain

[00:03:47] Sun le saadhu

[00:03:49] Aaj ki taza fikar yahi hain

[00:03:51] Doharaa maadho

[00:03:54] Kya hain sach aur kya galat

[00:03:58] Daav lagaaun kis ghode par

[00:04:02] Sabse tez par tisare page par

[00:04:07] Kaha ghusaau main apna sar

[00:04:11] Haasil sab kar lu yaa

[00:04:13] Aag pakad lu aur

[00:04:15] Pal bhar ki ban jaaun main khabar

[00:04:28] Itane sare sachi hain inme kaun sa ji lu

[00:04:33] Chaand se jo paani laaye kya usko pi lu

[00:04:37] Itane sare sachi hain inme kaun sa ji lu

[00:04:41] Chaand se jo paani laaye kya usko pi lu

[00:04:46] Teri taza fikar yahi hain

[00:04:50] Teri taza fikar yahi hain

[00:04:55] Teri taza fikar yahi hain

[00:04:59] Teri taza fikar yahi hain

[00:05:03] Teri taza fikar yahi hain

[00:05:08] Teri taza fikar yahi hain

您可能还喜欢歌手Swarathma的歌曲:

随机推荐歌词: