找歌词就来最浮云

《Chote Chote Pairon Ke Tale》歌词

所属专辑: Silsilay 歌手: Kailash Kher&Tabun Sutrad 时长: 03:46
Chote Chote Pairon Ke Tale

[00:00:00] Chote Chote Pairon Ke Tale (《Silsilay》 电影插曲) - Kailash Kher/Tabun Sutradhar (Tabun Sutradhar)

[00:00:03] Written by:Tabun Sutradhar/Subrat Sinha

[00:00:22] Chhote chhote pairon ke tale

[00:00:25] Raste bade ho

[00:00:27] Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade

[00:00:32] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:00:37] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:00:42] Inko jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

[00:00:46] Chhote chhote pairon ke tale raste bade hain

[00:00:51] Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain

[00:00:57] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:01:01] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:01:06] Inko jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

[00:01:20] Yeh bhale hai naadaan par hai kisise anjaane nahi

[00:01:30] Jitne bhi shaitaan hai Dekho toh bhagwaan bhi hai yahi

[00:01:41] Aankhon ki badmashiyan honto ki gustakhiyan

[00:01:45] Aankhon ki badmashiyan honto ki gustakhiyan

[00:01:50] Inka bachpan chhudwaane pe hum kyun ade hai

[00:01:55] Chhote chhote pairon ke tale raste bade ho

[00:02:00] Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade

[00:02:05] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:02:10] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:02:15] Inko jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

[00:02:49] Khwaab hai yeh hamare Yeh kal ke hai sahaare ji nahi

[00:02:58] Chale manzilein apni jiye sapne apne liye kyun nahi

[00:03:06] Kaagaz ki yeh kashtiyaan jinko deti mastiyaan

[00:03:11] Kaagaz ki yeh kashtiyaan jinko deti mastiyaan

[00:03:16] Unko dariya mein tairaane par kyun ade hai

[00:03:21] Chhote chhote pairon ke tale raste bade hain

[00:03:26] Nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain

[00:03:31] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:03:35] Apani saari khwaaishein lambi si farmayishein

[00:03:40] Inko jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

随机推荐歌词: