找歌词就来最浮云

《Teri Meri》歌词

Teri Meri

[00:00:00] Teri Meri - Rahat Fateh Ali Khan/Shreya Ghoshal

[00:00:01] Lyrics by:精彩强Sir

[00:00:02] Composed by:精彩强Sir

[00:00:29] Teri meri meri teri prem kahani hai mushqil

[00:00:37] Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

[00:00:44] Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi

[00:00:52] Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

[00:00:59] Teri meri meri teri prem kahani hai mushqil

[00:01:06] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

[00:01:14] Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane

[00:01:21] Teri meri meri teri Prem kahani hai mushqil

[00:01:28] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

[00:02:05] Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya

[00:02:12] Kabhi socha na tha yun meelon door hoga saaya

[00:02:20] Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya

[00:02:23] Jab haqiqat mein usey todna tha

[00:02:35] Ik dooje se huye judaa jab ik dooje ke liye bane

[00:02:42] Teri meri meri teri prem kahani hai mushqil

[00:02:50] Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye

[00:02:57] Teri meri baaton ka har lamha

[00:03:02] Sab se anjaana do lafzoon mein yeh

[00:03:07] Bayaan na ho paaye

[00:03:12] Har ehsaas mein tu hai

[00:03:15] Har ik yaad mein tera afsaana

[00:03:19] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

[00:03:41] Sara din bit jaaye Saari raat jagaye

[00:03:48] Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye

[00:03:56] Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle

[00:03:59] Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare

[00:04:11] Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane

[00:04:18] Teri meri baaton ka har lamha Sab se anjaana

[00:04:26] Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye

[00:04:33] Har ehsaas mein tu hai har ik yaad mein tera afsaana

[00:04:41] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

[00:04:48] Teri meri meri teri prem kahani hai mushqil

[00:04:55] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye