找歌词就来最浮云

《Phir Se Mausam Bahaaron Ka(Edit)》歌词

所属专辑: Khazana 歌手: Various Artists 时长: 06:08
Phir Se Mausam Bahaaron Ka(Edit)

[00:00:00] Phir Se Mausam Bahaaron Ka (Edit) - Various Artists (欧美群星)

[00:00:02] Written by:Pamela Singh/Zahid Kuwaiti

[00:00:47] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

[00:00:53] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

[00:00:58] Phir se rangeen zamana badal jaayega

[00:01:03] Ab ke bazmein charaga sajayenge hum

[00:01:08] Ab ke bazmein charaga sajayenge hum

[00:01:13] Ye bhi armaan dil ka nikal jaayega

[00:01:18] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

[00:01:39] Fiki fiki se kyun shaame maikhana hain

[00:01:44] Luft pee saqi bhi kam khali paimaana hain

[00:01:53] Fiki fiki se kyun shaame maikhana hain

[00:01:58] Luft pee saqi bhi kam khali paimaana hain

[00:02:03] Apni nazaro hi se kuchh peela dijiye

[00:02:08] Apni nazaro hi se kuchh peela dijiye

[00:02:13] Rang mehfil ka khud hi badal jaayega

[00:02:19] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

[00:02:45] Aazmaayenge apne muqaddar ko hum

[00:02:50] Karke tumse bayaan dastaane alam

[00:02:58] Aazmaayenge apne muqaddar ko hum

[00:03:03] Karke tumse bayaan dastaane alam

[00:03:09] Ho na ho hum pe unki nigahe karam

[00:03:14] Ho na ho hum pe unki nigahe karam

[00:03:19] Dil ka armaan to apne nikal jaayega

[00:03:25] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

[00:03:46] Aap karde jo mujhpe nigahe karam

[00:03:51] Meri ulfat ka reh jaayega kuchh bharam

[00:03:59] Aap karde jo mujhpe nigahe karam

[00:04:04] Meri ulfat ka reh jaayega kuchh bharam

[00:04:10] Ye fasana to mera rahega yunhi

[00:04:15] Ye fasana to mera rahega yunhi

[00:04:20] Sirf urvaan iska badal jaayega

[00:04:25] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

[00:04:51] Aapne dil jo jaahid ka toda to kyaa

[00:04:57] Aapne uski duniya ko chhoda to kyaa

[00:05:05] Aapne dil jo jaahid ka toda to kyaa

[00:05:10] Aapne uski duniya ko chhoda to kyaa

[00:05:15] Aap itane to aakhir pareshaan na ho

[00:05:20] Aap itane to aakhir pareshaan na ho

[00:05:26] Woh sambhalte sambhalte sambhal jaayega

[00:05:31] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

[00:05:36] Phir se rangeen zamana badal jaayega

[00:05:41] Ab ke bazmein charaga sajayenge hum

[00:05:46] Ye bhi armaan dil ka nikal jaayega

[00:05:52] Phir se mausam bahaaron ka aane ko hain

随机推荐歌词: