找歌词就来最浮云

《Teri Deewani》歌词

所属专辑: Sufiaana - The Complete Sufi Experience 歌手: Kailash Kher 时长: 05:22
Teri Deewani

[00:00:00] Teri Deewani - Kailash Kher

[00:00:01] Preet ki lath mohe aaisi laagi

[00:00:06] Ho gayi main matwaari

[00:00:13] Bal bal jaaun apane piya ko

[00:00:19] He main jaaun vaari vaari

[00:00:25] Mohe sudh budh naa rahi tan mann ki

[00:00:32] Yeh toh jaane duniya saari

[00:00:39] Bebas aur laachar phiru main

[00:00:48] Haari main dil haari

[00:00:55] Haari main dil haari

[00:01:03] Tere naam se jee loon

[00:01:05] Tere naam se marr jaaun

[00:01:12] Tere naam se jee loon

[00:01:14] Tere naam se marr jaaun

[00:01:16] Teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun

[00:01:21] Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main

[00:01:26] Ho ji ha ji ho gayi main

[00:01:29] Teri deewani deewani

[00:01:34] Teri deewani deewani

[00:01:39] Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main

[00:01:43] Ho ji ha ji ho gayi main

[00:01:47] Teri deewani deewani

[00:01:52] Teri deewani deewani

[00:02:20] Ishq junoon jab hadh se badh jaaye

[00:02:24] Ishq junoon jab hadh se badh jaaye

[00:02:29] Haste haste aashiq suli chadh jaaye

[00:02:33] Ishq ka jaadu sara chadha kara bole

[00:02:37] Ishq ka jaadu sara chadha kara bole

[00:02:42] Khoob laga lo pehre raste rab khole

[00:02:46] Yahi ishq di marzi hain

[00:02:48] Yahi rab di marzi hain

[00:02:55] Yahi ishq di marzi hain

[00:02:57] Yahi rab di marzi hain

[00:03:00] Tere bin jeena kaisa

[00:03:02] Haan khudgarzi hai

[00:03:05] Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main

[00:03:09] Ho ji ha ji ho gayi main

[00:03:13] Teri deewani deewani

[00:03:17] Teri deewani deewani

[00:03:22] Teri deewani deewani

[00:03:26] Teri deewani deewani

[00:03:40] He main rang rangeeli deewani

[00:03:44] He main rang rangeeli deewani

[00:03:49] Ke main albeli main mastani

[00:03:54] Gaaun bajaaun sabko rijhaaun

[00:03:58] He main deen dhram se begaani

[00:04:03] Ke main deewani main deewani

[00:04:07] Tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun

[00:04:16] Tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun

[00:04:21] Tere jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun

[00:04:25] Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main

[00:04:30] Ho ri ha ri ho gayi main

[00:04:34] Teri deewani deewani

[00:04:38] Teri deewani deewani

[00:04:48] Teri deewani deewani

[00:04:52] Teri deewani deewani

[00:05:01] Teri deewani deewani

[00:05:05] Teri deewani deewani

[00:05:10] Teri deewani deewani

随机推荐歌词: