找歌词就来最浮云

《Kabhi Aa Jaa》歌词

所属专辑: Ulfat 歌手: Salma Agha 时长: 06:01
Kabhi Aa Jaa

[00:00:00] Kabhi Aa Jaa - Salma Agha

[00:00:00] Written by:Saagar/Nusrat Fateh Ali Khan

[00:00:45] Kabhi aa jaa sitaaro ki chhao me baate karenge

[00:00:52] Behaki bahaaro me baate karenge

[00:00:57] Miloge jo tum baadlo me basar chaand raate karenge

[00:01:05] Meethi meethi baate karenge

[00:01:10] Kabhi aa jaa sitaaro ki chhao me baate karenge

[00:01:53] Yadi yudi chhayi hai ghata

[00:01:58] Rimjhim bani hai ragini

[00:02:08] Yadi yudi chhayi hai ghata

[00:02:13] Rimjhim bani hai ragini

[00:02:18] Dhimi dhimi laayi hai hawaa

[00:02:23] Khushboo tere pyaar ki

[00:02:28] Thandi thandi saawali

[00:02:31] Rut hai bahaar ki

[00:02:33] Kabhi aa jaa sitaaro ki chhao me baate karenge

[00:03:16] Aaj mujhe kahin se agar

[00:03:21] Udane ko mil jaaye par

[00:03:31] Aaj mujhe kahin se agar

[00:03:36] Udane ko mil jaaye par

[00:03:41] Jaaneman main dhundh loon

[00:03:46] Aakaash me tera ghar

[00:03:51] Kaate nahin katati ye

[00:03:54] Ghadi intazaar ki

[00:03:57] Kabhi aa jaa sitaaro ki chhao me baate karenge

[00:04:39] Ek tere pyaar ke siva

[00:04:44] Duniya me rakha hai kyaa

[00:04:54] Ek tere pyaar ke siva

[00:05:00] Duniya me rakha hai kyaa

[00:05:05] Dil kahin lagta nahin

[00:05:10] Dekhe bina chehra tera

[00:05:15] Sunle pukaar tu dil bekaraar ki

[00:05:20] Kabhi aa jaa sitaaro ki chhao me baate karenge

[00:05:28] Behaki bahaaro me baate karenge

[00:05:33] Miloge jo tum baadlo me basar chaand raate karenge

[00:05:40] Meethi meethi baate karenge

[00:05:45] Kabhi aa jaa sitaaro ki chhao me baate karenge

随机推荐歌词: