找歌词就来最浮云

《Tu Agar Mujhse》歌词

所属专辑: Dil Mein, Aankhon Mein 歌手: Penaz Masani 时长: 05:32
Tu Agar Mujhse

[00:00:00] Tu Agar Mujhse - Penaz Masani

[00:00:00] Written by:Aish Kanwal/Dheeraj

[00:00:27] Tu agar mujhse khafa hai to koi baat nahi

[00:00:35] Tu agar mujhse khafa hai to koi baat nahi

[00:00:44] Yeh agar teri ada hai to koi baat nahi

[00:00:52] Tu agar mujhse khafa hai

[00:01:20] Maine kab tujhse zulmo sitam ka shikwa

[00:01:28] Maine kab tujhse zulmo sitam ka shikwa

[00:01:36] Tune gairo se suna hai to koi baat nahi

[00:01:45] Tune gairo se suna hai to koi baat nahi

[00:01:53] Tu agar mujhse khafa hai

[00:02:25] Dil mein mehfooz hai tu sip mein moti ki tarah

[00:02:33] Dil mein mehfooz hai tu sip mein moti ki tarah

[00:02:41] Meri nazaro se chhupa hai to koi baat nahi

[00:02:50] Meri nazaro se chhupa hai to koi baat nahi

[00:02:58] Tu agar mujhse khafa hai

[00:03:26] Jaane kyun logo deewana kaha mujhko

[00:03:34] Jaane kyun logo deewana kaha mujhko

[00:03:43] Haan agar tune kaha hai to koi baat nahi

[00:03:51] Haan agar tune kaha hai to koi baat nahi

[00:03:59] Tu agar mujhse khafa hai

[00:04:32] Aish yeh soch ke milta hun jab aankho se gale

[00:04:40] Aish yeh soch ke milta hun jab aankho se gale

[00:04:48] Gar rasme wafa hai to koi baat hai

[00:04:56] Gar rasme wafa hai to koi baat hai

[00:05:04] Tu agar mujhse khafa hai to koi baat nahi

[00:05:12] Yeh agar teri ada hai to koi baat nahi

[00:05:20] Tu agar mujhse khafa hai to koi baat nahi

您可能还喜欢歌手Penaz Masani的歌曲:

随机推荐歌词: